Romantic song from Superhit Movie Ghazab (1982), a family drama starring Dharmendra, Rekha, Paintal, Ranjeet, Aruna Irani, Jagdeep,
Director : C.P. Dixit, Producer : N.N. Sippy,
Music Director: Laxmikant Pyarelal,
Singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Ghar Se Chali Thi Main Song Lyrics
Rama ho rama ho
Rama ho rama ho rama
Ghar se chali thi main, ek din shaam ko
Oh oh o o
Ghar se chali thi main, ek din shaam ko
Jane kis kaam ko, bhul gayi kaam ko
Oh oh o o
Raste me tu mil gaya
Aankh ladi aur dil gaya
Raste me tu mil gaya
Aankh ladi aur dil gaya
Oye oye oye
Ghar se chali thi main, ek din shaam ko
Jane kis kaam ko, bhul gayi kaam ko
Oh oh o o
Raste me tu mil gaya
Aankh ladi aur dil gaya
Raste me tu mil gaya
Aankh ladi aur dil gaya
Oye oye oye
Mujhko bana kar apna
Diwana diwana
Mujhko bana kar apna diwana
Acha banaya tune bahana bahana
Acha banaya tune bahana
Ab is bahane, paas na aa jana
Ab is bahane, paas na aa jana
Chune se tere, sun oh sajan mere
Rup rang mera, ang ang mera
Teri kasam khil gaya
Aankh ladi aur dil gaya
Teri kasam khil gaya
Aankh ladi aur dil gaya
Oye oye oye
Chalti hai tu to, bajte hai ghungroo
Rukhti hai tu to, chalte hai jadu
Rukhti hai tu to, chalte hai jadu
Tera kya hai ye sab oh babu
Tera kya hai ye sab oh babu
Na hain dosh tera na hain dosh mera
Do jawaniyo ke pehle pehle pyar se
Sara jahaan hil gaya
Aankh ladi aur dil gaya
Sara jahaan hil gaya
Aankh ladi aur dil gaya
Oye oye oye
Ghar se chali thi main, ek din shaam ko
Jaane kis kaam ko, bhul gayi kaam ko
Oh oh o o
Raste me tu mil gaya, aankh ladi aur dil gaya
Raste me tu mil gaya, aankh ladi aur dil gaya
Oye oye oye
Rama ho rama ho
Rama ho rama ho rama
Rama ho rama ho
Rama ho rama ho rama